Google webmaster tools me sumbit kaise kare
Hello friends aapka swagat Hai Hamare blog researchmod.com main aaj ke article mein hum aapko batayenge Blog ko Google Webmaster tools me sumbit kaise kare Main Apne blog ko kaise submit Kiya jata hai google webmaster tools karna bahut Jaruri Hota Hai
Agar aap Ek Nai blogger hai aur aapne Kuch Din pahle Ek Naya blog banaya hai aur Hua Kisi bhi search engine Mein submit Nahin Hua Hai blog ko search engine me submit karna chahi ki is Hamara organic traffic badhta hai Google ko bhi
pata chal jata hai ki Hamari Bhi Koi website hai aur Google ka kaam hota hai Hamari website ko search mein Lana usko pata hi nahi Rahega to Hamari website search mein Kaise Aayegi
Hum aapko batayenge ki Google Webmaster tools Main Apni website ko verify kaise kare Jata Hai usme sitemap sumbit kaise karen hamare step ko follow Karte Rahe chaliye Shuru Karte Hain
![]() |
Blog ko Google webmaster tools sumbit |
pata chal jata hai ki Hamari Bhi Koi website hai aur Google ka kaam hota hai Hamari website ko search mein Lana usko pata hi nahi Rahega to Hamari website search mein Kaise Aayegi
Hum aapko batayenge ki Google Webmaster tools Main Apni website ko verify kaise kare Jata Hai usme sitemap sumbit kaise karen hamare step ko follow Karte Rahe chaliye Shuru Karte Hain
Blog ko Google webmaster tools me submit kaise kare
1 Step
Search console
Sabse pahle aap ko Google par jana hai jane ke baad wahan par search Karen Google Webmaster tools aapke Samne Ek link aayega usko open Karen open karne ke baad aapko Kuch Aisa Dikh Raha Hoga
Aapko Ek search console ka option Dikhai de raha hoga us par click Karen
Jaise aap search console par click Karenge Aap Ke Samne Ek popupwindow Kohli ke Aayegi usne aapko aapke website verify karne ke liye bol raha hoga
Wahan par aapko apni website ka URL dalna hai aap apne blogger site mein wahan par upar 1viewblog ka option Dikhai de raha hoga us par click Karen click karne ke bad apni website ka URL copy Karke
Search console par Aakar wahan par paste Karen karne ke bad continue par click Karen
2 step
VERIFICATION
FIR wo ek verification Karega agar aap ki website Ek blogger par hai to wo apne aap hi ho jayega ki wow duno google Kehi product hai
Website wordpress pe Bana rakhi hai to aap ko ek code Milega jo aapko copy Karke Apne se paste karna hai hum aapko batayenge
Read More
Wahan par aapka bahut Sare option aa rahe Honge aapko alternate method par click karna hai
FIR Aap Ke Samne 4 option Ayenge in charin option ke madad Se Hum Apne website ko verify kar sakte hain Hamein HTML tag par click karna apne website ko HTML tag ke jariye verify Karenge
HTML tag
domain name provider
Google Analytics
Google tag manager
FIR Aap Ke Samne Ek popupwindow khulegi Jisme Ek meta tag code Hoga jisse aapko copy karna hai aur apne website ke HTML code mein jakar <head> Tag Ke Neeche paste karna hai fIR aapko verify par click karna hai
Aapko ek message aayega congratulation you have successfull verified your ownership of https://www.researchmod.com/
Aap ki website verify ho jayegi
3 step
Google webmaster tools sitemap sumbit kaise karen
sab se Pahle aap ko Apne Google search console Mein jaana padega jane ke baad wahan par Ek sitemap ka option dekhi raha hoga us par click Karen karne ke bad aapke Samne Ek window Kohli Hogi Jis main aapse sitemap ka URL mang raha hai hum aapko batayenge ki sitemap Kaise generate Kiya jata hai
Sitemap generate karne ke liye is link par click Karen sitemap generator
Jaisa hi aap is link par click Karenge Aap Ke Samne Ek Nai website Khol
![]() |
Google webmaster tools me sitemap sumbit kaise karen |
Ke samne kuch aisa aayega Jisme aapko apni website par jakar uRL copy Karen copy karne ke bad use website Mein jakar paste Karen generate sitemap par click Karen
Sir aapka sitemap generate Ho ke taiyar hoyega aapko wow sitemap pura abhi nahi karna hai
# Blogger Sitemap generated on 2019.05.18
User-agent: *
Disallow: /search
Allow: /
Sitemap: https://www.researchmod.com/
atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500
Humne aapko example Diya Hai jitne Mein Humne greenline kar rakhi hai utna hi aapko Apne sitemap par jakar atom.xml Se Lekar results=500 last tak ki copy Karen aur FIR aapko Apne search console mein jakar
Sitemap ke option Mein jakar paste Karen paste karne ke bad submit par click Karen click karne ke bad jitne bhi aapke URL wow Sare index Ho Jayenge index hone Mein kam se kam Ek Din lag sakta hai
Note:
Blog ko Google webmaster tools me sumbit kaise kare
Mujhe yakeen hai ki post aapke liye usefull Rahi Hogi aur aapko Aise knowledge bhi Mili Hogi aapko yeah post achi lagi To Apne social media accounts par share Karen aur koi bhi question ho to Hamein comment Karen
Thank you
ConversionConversion EmoticonEmoticon